Friday, April 4, 2008

Lyrics of Asmani Rang Ho













Asmani rang ho,
pyaar ki boond ho,
roshni ho,dhoop ho,
chahaton ki goonj ho,
aanchal mein hain, dhanak chandni,
haaton mein woh chaand hai,
gairon se bhi, hai wasta,
apno mein pehchan hai,

ta ra ra rat ta ri ra[3], tu zindagi
mera izhaar hai.....
pyaar hi pyar hai,
yaaron ki yaar hai,
tu zindagi ......
ta ra ra rat ta ri ra[3], tu zindagi

tujhse main kya kahoon
tu hi mera sukoon,
sang tere rahoon,
tu zindagi!!!!!!!"

Email Me

No comments: